axis bank neo credit card , neo credit card , apply credit card, bigprofile.in

Axis Bank NEO Credit Card- Eligibility and Benefits

Kuch logo ko extra spending ki adat hoti hai aur kuch logo ki actual need hoti hai jisme wo extra spending krna unki majburi ho jati hai jisme unki earning bhot hi kam hoti hai .To spending kisi special ocassion ke liye bhot muskhil ho jati hai . In needs ko pura krne ke liye banks ne ek anokha finance product bnaya tha jise Credit Card kehte hai . Is bdti menhgai ke samay me apke liye bhot muskhil ho jata hai apni EMIs pay krna , apne home needs ko pura krna, bills timely pay krna jisme apki salary har month me ek particular month me ati hai aur business me mostly uncertainty rhit hai to Credit card hi ek aisa solution nikala gaya jis ke istemal se short time spending ki ja skti hai wo b simple credit terms par . Dursra Credit card was formed with a motive ki kam se kam cash transactions ko promote kiya jaye.

Is post me apko ek aise credit card ke baare me btaya gaya hai jiska nam to Axis Neo Credit Card hai par iske features ek normal credit card se bhot bhot behtar hai . Agar ap is credit card ko apply krna chahte hai to is post ko pura paden .

[web_stories title=”true” excerpt=”false” author=”false” date=”false” archive_link=”true” archive_link_label=”” circle_size=”150″ sharp_corners=”false” image_alignment=”left” number_of_columns=”1″ number_of_stories=”3″ order=”DESC” orderby=”post_title” view=”circles” /]

Axis Bank Credit Product and Service History

axis bank neo credit card , credit card , apply credit card , bigprofile.in

Axis bank ki promotion India me 1993 se ki gai thi jisme bank ne bhot hi kam samay me apni growth banayi aur apne credit card offers se sabhi companies me inclined discount offers issue krke bhot si banking companies ko piche chod diya . Axis bank ki India me services ki baat ki jaye to apko is bank A to Z sab services mil jati hai jaise , personal loan , business loan , credit card limit , credit limit etc isi ke sath apko sabhi banking facilities bhi milti hai hai jaise cheque payment , online payment facility , ATM Card services jo apko har normal banking services me milegi .

Jaise ki ap observe karenge Axis Bank ek private sector bank hai to is par government ke kam restrictions rhte hai jis se banks ke decisions jyadatar ache rehta  hai aur government bound nhi hote. Axis banking me apne ye observe kia hoga ki 2016 se 2018 me agar bank ki performance dekhe to is bank best in service ka award bhi bhot baar diya ja chuka . Axis bank me apko sabhi banking facilities bhi mil jati ha jaise Saving / Fixed Deposit / Reccuring Deposit Account kholna aur apne credit loans and statements online manage krna .

Axis Bank NEO Credit Card : About , Eligibility and Benefits

Axis Bank ne apne Credit card range me ek supreme card ko bhot jyada promote kiya hai jiska mltb hai ki jaise koi customer Axis Bank Neo credit Card ko apply krta hai to use bank ki tarf se special discount offers and coupons in bonus every month die jaenge . Axis Bank Neo Credit Card me ek khas baat ye hai ki ye card apko baki cards ke mukable sab se kam cost me milta hai jisme apko annual fees is card ke liye sabse low jo ki sirf Rs 250 hoti hai wo pay krni hoti hai , uske bad b agar ap ye joining fees nhi dena chahte to ap is card ke issue hone ke first week me is se payments krke jinki value more than Rs 2500 hogi. Sometimes , agar ap first week me is card se kuch shopping ki payment krte hai to apki joining fees dwara bank apke free hojati hai .

Axis Bank Neo Credit Card ko apply krne ke liye bank dwara eligiblity kuch is tarike se btayi gai hai :

  1. Agar ap Indian resident hai to as per Income Tax Act , ke according is credit card ka benefit ap le skte hai .
  2. Agar ap age 18 se 35 ke biche me h to ap is credit card ko apply kr skte hai .
  3. Agar ap axis bank se banking hai to app is credit card ko bhot asani se apply kr paenge .
  4. Agar ap ki banking kisi aur bank se hai to ap is credit card ko apply krne ke liye last 6 months ki bank statement apko Axis bank me credit card apply krte wqt apko submit krani hoti hai .

Axis Bank credit card ke benefits ki baat ki jaye to apko is credit card ko apply krne ke bad :

  1. Shopping Vouchers , Movie Vouchers aur Cashbacks mil jate hai .
  2. Agar ap flipkart ya amazon jaisi website se shopping krte hai to Axis Bank NEO Credit Card se ap bhot se discount aur cashback offers avail kr skte hai .
  3. Axis Bank me banking krne aur overdraft krne se apko credit card application par koi extra fees bhi hi deni pdti.

Axis Bank NEO Credit Card : Documents and Application

Axis Bank NEO Credit card apply krne ke bilkul simple process hai jise ap online ise apply kr skte hai ya ap apne nearest axis bank me jakar credit section me jakar is credit card ko apply kr skte hai . Is credit card ko apply krne ke liye apko in documents ki jrurat hai

  1. PAN CARD
  2. AADHAAR CARD
  3. RATION CARD
  4. ELECTRICITY BILL
  5. PASSPORT SIZE PHOTOGRAPH

In documents , ke alwa as per your eligibility bank apse documents ki demand krta hai . Ye sab documents jama krwane ke bad bank apko ye credit card mil jayega .

Hope , you find this post interesting and informative . Is post me apko btaya gaya AXIS BANK Neo Credit Card ke baare me jis se ap unlimited shopping aur discounts ko avail kr skte hai . Agar ap is post se jude kuch sawal puchna chahte hai to ap hame niche comment section me comment krke bata skte hai .

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *