If you are a game lover then you can transform your love to your passion where you will be paid for gaming for hours. Yes , this has been made possible through Facebook Gaming Platform where you can play unlimited games online and and can do live recording gameplay . Facebook has a huge audience of game lovers , you can start your gaming page any time and can start showing your followers your gameplay. But mostly the biggest problem that new gamers face is that they find it difficult to engage more and more followers on their page.
[lwptoc]
The basic setup for live gaming on facebook is formed when you either use a live creating software in your smartphone like Omlet Arcade, Turnip or LiveStream App and you can do live play of any game liked Pubg , Battleground , driving games etc . It is important that you do live in good quality and it should engage more and more users. If you also need help in making your own Gaming Page and bringing more and more followers on it , then do follow this post carefully.
Facebook Gaming on Page : Basics to Know !
Agar ap facebook use krte hai to uspe search krke dekhie Gaming , apko facebook me hi dikh jaega ki kaise GyanGaming , MGaming , X Gamers , jaise facebook gamers apne page par gaming ko live krte hai . Is se kya hota hai ki ye gamers apne page par ghanto tak gaming karte hai to is par game play dikhane ke liye log inki videos ko kai kai der watch krte hai aur inki commentary ka bhi maza lete hai jis se facebook inhe Adstream Network me monetisation krke Facebook inhe paise deta hai .
Par iske bhi kuch criteria hota hai jaise agar ap koi page create krte hai aur us par daily gameplay krte hai to agar apka 60 days ke ander total watch time 6 lakh minutes aur apke page pe total followers 10000 ya us se jyada hojate hai to apko facebook apki videos ka paisa deta hai jisme apko 100 USD se jyada payment hone par Facebook apke account me payment kr deta hai . Sath hi jaise ap Youtube par Super Chat ya Super thanks jaise option dekhte hai waise hi apko Facebook par Facebook stars ka option mil jaega jisme log apki gaming dekh kar apko stars dete hai.
Bas apko apni gaming ke tarike se logo ko khush krna hota hai .Facebook gaming me apka sbse jruri crieteria hota hai jyada se jyada followers lekar ana aur apne gameplay par logo ka reaction lekar ana.
Tips to Engage More Followers on Gaming Page
Agar ap bhi ek gaming page create krna chahte hai to ap apne facebook account se Youtube pe dekh kr ek page create kr skte hai . Usme main hai ki ap page ki Category ko Gaming Video Creator select kare aur phir us par live krna shuru kare . Live krne ke liye ap koi bhi gaming software use kr skte hai jaise Turnip ya Omlet Arcade jo apko google play store par bilkul free me mil jeaga.
Ab apko followers badhane ke liye kuch khaas kam karne honege , to ap in tariko se apne followers badha skte hai :
- Sabse phle apko kam se kam apni facebook id se 10 facebook groups ko join krna hai jinki category hai gaming. Apko har group me badme apni video share krni hai.
- Facebook page par live krne se phle apko Omlet Arcade application me live krna chahiye kyoki apko is application me kai sare log free me mil jate hai agar ap waha approach krke ye appeal krte hai ki wo sab log apke page ko follow kare to wo apke gameplay ko pasand krte hue apka page like kr denge.
- Facebook par apko search krna hoga rented groups , apko bade bade public groups search karne honge jisme apko bhot saare log mil jaenge jaise agar ap 1 million ka group join krte hai to ap us group me apni video share krke ache followers le skte hai .
- Facebook gaming me apko kam se kam 3 ghante tk live krna hota hai jisme agar apki video se kam se kam 300 log jud jate hai to facebook apki video ko recomendation me dal deta hai jis se apki videos par aur b followers ane shuru ho jate hai.
Benefits of Doing Gameplay on Facebook
Facebook par gameplay karne se sabse jyada audience attract aur engage hoti hai aur ye ek fact hai . Agar ap kam se kam 4 ghante bhi live krte hai to apki live me aram se 400 se 500 log jud jate hai . Bas apko dhyan rakhna hai ki apki live facebook ki policy ke according ho . Nhi to ap kabhi bhi apne page par live nhi kr paoge agar us par ek baar strike agai.
Facebook par gameplay krne se ap ache paise kama skte hai , ek example k tor pr dekha jae to apka jo internet conection hai wo fast hona chahiye to apko kam se kam 3 ghante live krne ke 400 se 500 dollar tk mil skte hai.
Gameplay ek fun activity hai jisme apko koi khas content generation nhi krna hai bas apko apna gameplay logo ko dikhana hai aur logo ko engage krna hai jisme ap ache paise bhi kama skte hai .
Also read : Perfect Way to do Investment Advisor Search Abroad
Hope , you find this post interesting and useful . If you have any queries related to facebook page creation , in usage of gaming live softwares or finding followers for your page you can share your feedback comments down in the comment section.